Sunday, March 24, 2013

Babli Badmaash Lyrics by Bollywood Karma

La la.. la la la la la lala la

Aazmaa le... Aaja tu saamne..
Aazmaa le... Aaja tu saamne..

Dil pardafaash hai
Neeyat ayyaash hai
Na ban shareef tu
Babli badmash hai

Babli badmaash hai..
Babli badmash hai
Babli badmaash hai..
Babli badmash hai

Babli badmash hai
Babli badmaash hai
Na ban shareef tu
Babli badmash hai

Aaja jalwon ke shaamiyaane mein
Kya rakkha hai iss zamaane mein..
Aaja jalwon ke shaamiyaane mein
Kya rakkha hai iss zamaane mein
Kyun behlata hai dil ko baaton se
Husn ko chhoo le aaj haathon se

Dil laga le.. Aaja tu saamne..
Dil pardafaash hai
Neeyat ayyaash hai
Na ban shareef tu
Babli badmash hai

Pyaas jaagi hai kitni raaton se
Aa bujha lein hum behke jazbaton se
Pyaas jaagi hai kitni raaton se
Aa bujha lein hum behke jazbaton se
Na fursat ho saans lene ki
Bas khwaahish ho pyaar dene ki

Dil jala le... aaja tu saamne
Dil pardafaash hai
Neeyat ayyaash hai
Na ban shareef tu
Babli badmash hai

Babli badmaash hai..
Babli badmash hai
Babli badmaash hai..
Babli badmash hai

Babli badmaash hai..
Babli badmash hai
Na ban shareef tu
Babli badmaash hai

-->

No comments:

Post a Comment